QURAN KY LAGVI MAHFOOM
Quran Majeed se murad ashi akhri asmani kitab hai jo Allah ky akhri nabi Hazrat Muhammad (PBUH) pr Bazariya wahi nazil hui hai.
ISMA-UL-QURAN
Quran Majeed main Quran ka taruf, Allah Tallah ne differnt namo se karya hai jis se Quran Majeed ki Kubiyo ka izhar hota hai Quran Majeed main jo differnt ismaa (name) ka zikr howa hai in main chand ak darj zail hai:
(1) QURAN
(Bar Bar pari janey wali kitab)
Ramzan ka mahina woh hai jis main Quran Majeed nazil kiya giya
(2) FURQAN:
(Farq krny wali)
Quran khaq aor batil ky darmiyan farq karny wali kitab hai is liye isey Furqan kaha giya hai.
(3) KITAB:
(Zabt-e-tahrir main laye hoi cheez)
yeh kitab-e-ilahi hai
(4) HADAYAT:
(Rah dekhny wali)
( yeh logo k liye hadayat hai)
(5) TAZKARA:
(Yaduhani)
yeh yaduhani hai
(6) NOOR:
(Roshni)
Allah Tallah ki taraf se tumhary pas noor hadayat a chuka
(7) SHIFA:
(Bemarion ko door krny wali)
jo muslamano k liye shifa aor rahmat hai
Islam is the complete of life, muslims belief, islam and terrorism, islam is the religion of peace, islamic women, mecca
1 ads
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Featured Post
funnies Dog Video download here
03001010954 pending hai fir call kar kay pochna hai 5288154
-
pani kay Nuksan after Dinner khany kay adab,khany kay bad ki dua,khana khane ke adab,khany kay bad pani kay sideeffect,khany kay bad pa...
-
Allah tumhy hukam deta hai k amanty un k haqdaro ko ada karo AMANAT KA MAHFOOM: Aam t...
very nice ma nay to is say bohot sari maloomat hasil kar li...tnx jis nay b post kia ha ALLAH un ko khush kary...
ReplyDeleteAp ko B Allah Hamesha KHush Rkahy AMeen
ReplyDelete