Hazrat zubair bin adi (R.A.W) farmaty hain ky ham hazrat ans (R.A.W) ki hidmat main hazir howy aor hajaj ky zulm ki shikayat ki. Hazrat ans (RAW) ne shikayat sun kar farmaya sabr karo maloom nahi agy kya ho kyun na k koi zamana b tum pr aisa na aye ga ky us ka bad wala zamana us se zyada bura na ho jab tak tum apny rab se mulaqat na kr lo yani marty dam tak aisa na ho ga ky any wla zamna phele se aor mojooda zamany se acha a jaye) yeh bat main ne Hazrat Muhammad (SAW) se suni hai
KUFAR KI BAR MAR HO GI (QAYMAT KI NISHANI)
Hazrat abu huraira (RAW) farmaty hain ky Hazrat Muhammad (SAW) ne irshad farmaya ky andheri rat k tokro ki tarah anny waly (siya) fitno se phele (naik) amal karny main jaldi kro (is zamny main) insan subha ko momin ho ga aor sham ko kafir ho ga ya sham ko momin subha ko kafir ho ga zara si dunia k badly apny din ko bech daly ga .

No comments:
Post a Comment